LYRICS GIVEN BELOW
ARTIST - EMIWAY BANTAI
MUSIC - FLAMBOY
DIRECTOR/DOP - JOE HOWARD
DIRECTOR - JAY ALAM
EDITOR - ANKIT VERMA
COSTUME STYLIST - PRIYANKA MISHRA
Lyrics
Zaruratich nai hai (x2)
Yeh sab ki apneko zaruratich nai hai
soone ko inke pass karvatich nai hai
haha
achi khasii inki parwarish nai hai
zaruwatich nai hai (x2)
Boht Shane bante marketing pe game inka chalta hai
Bager paise lagaye inka fame nahi chalta hai
apna khel bhalta hai organic pe he chalta hai
Na lagata paisa me kisi ko batane zarurutich nahi hai
Yeh pateli marke chadte jispe parvtivh nahi hai
Mujhe zaruritch nahi hai haha
Sone ko inke pass kartivch nahi hai Beta
Achi khasi inki parvarish nahi hai
Nai nahi nai
Yeh maska lagate hai sasta wala aur
Artist ko topa pehnate hai
Yeh chusengy jab tak paisa banagey
Fir muddal nazar nahi ate hai
Paise nahi ayela artist ke khate mei
30000 budget dum nahi hai bato me
Ankey nai hoti hai band yaha raaton mei
Me nahi ane wala in sabke baato me
Bi**h
Magach mari kam rakhta zinbdagi me tanta nahi
Kon kya bolta mere bare parva mujhko ghantanahi
Koi samja nahi isilkiye me yeh samjane aya hu
Yeh 5 saal ki mehnat hai aj jo kuch bhi me paya hu
Aur laya hu gane mere bhar bhar ke
Yeh bajte hai rastepe gadi pe aur chote ha sab ke ghar ghar pe
Fans kya apne har jagah hogayele toh maza ara jhumo
Ayeee
Haa
Bharatse fans mere aur beta bhar gav tak
Ghar wale kehte mujko beta ghar se bhar pav rakh
Bhar pav mene rakh diya jo likhta gaya sab bak diya
Sab mere samne mitha banate asli bano bhai
Shukriya Kyuki
We got the swag boy
Wegrindin fuycking hard boi
You ppl struck in traffic
Apun abse hard boi
We got the swag boi
Ha swag ayela hai
Hafte me 2 baar nhayela hai
Studio me rehta hu karu kaam din sham
Tab jake apun machayela hai
Machayenge
Har jagha yeh chalra
Meri kloi galti nhi boi tera chlra hai
Party in on khula dhakelra hai
Jo bhi milra mujhse milke machalra hai
Wooooo
Me famous hua aj baat chit beta alag hai
Ijazt de ijat milegi varna mei gane se detha hu halak pe
Sou watt bulb hai tu galat hai (x2)
Abey agye kaha dekhre ho palat bey
public ko kafi hai mera ek jhalak be
apun bheed mei dikhte hai alag se
hahah,zarooraich nai hai
Soo kisi ko bhi kisi ki bhi zaruratich nai hai,upar wale ne
sabko sabkuch de rakha hai,bas dhundo nikalo machao aur
khudko iss duniya se bachao haha.... Peace out.
#NOBRANDSEP #EMIWAY #ZARURATICHNAIHAI
0 Comments